हिंदी किताबें संस्कृत पुस्तकें मराठी पुस्तके

माइंड मैनेजमेंट नॉट टाइम मैनेजमेंट- उत्पादकता जब रचनात्मकता मायने रखती है : डेविड कदवी द्वारा हिंदी ऑडियोबुक | Mind Management Not Time Management- Productivity When Creativity Matters : by David Kadavy Hindi Audiobook

माइंड मैनेजमेंट नॉट टाइम मैनेजमेंट- उत्पादकता जब रचनात्मकता मायने रखती है : डेविड कदवी द्वारा हिंदी ऑडियोबुक | Mind Management Not Time Management- Productivity When Creativity Matters : by David Kadavy Hindi Audiobook
पुस्तक का विवरण / Book Details
AudioBook Name माइंड मैनेजमेंट, नॉट टाइम मैनेजमेंट- उत्पादकता जब रचनात्मकता मायने रखती है | Mind Management, Not Time Management- Productivity When Creativity Matters
Category, , ,
Duration 60:21: Mins
Source Youtube

Mind Management Not Time Management Hindi Audiobook का संक्षिप्त विवरण : Time is not Money, Samay ka khaas hona Jaruri Nahin Hai, Khaas Logon ke liye Samay Hona yah Hai, Jis kisi ne bhi baat kahi hai Badi jandar Baat kahi hai. Samay Har kisi ke pass hota hai lekin uski kimat Har Koi Nahin Jaanta hai. Kafi Sare Logon Ko aapane yah Kahate Hue Suna Hoga Ki Time is Money Samay hi sab kuch hai, isliye ise acchi Tarah Se manage karna Ham sabhi ko Aana chahie. Ham Sabhi ki Jindagi Mein har roj 24 ghante hote hain lekin kya aapane Kabhi Socha Hai Ki Itna Sara Samay hamare pass hone par bhi Hamen Samay ki Kami aajkal Itni Jyada Kyon Hoti Hai? jabki Aisa nahin hai ki Ham Samay ko manage karna Nahin Jante ya nahin Karte. Ham Har Taraf se apne Samay ko manage karne ki koshish Mein Lage rahte hain Taki Jyada Se Jyada Samay Ham Koi creative ya productive kam karne ke liye nikal sake. Ham Khud Ko Multi-Tasker banane ki koshish karne Lagte Hain Matlab Ki Ek Hi Samay Mein Ek Se Jyada kam Nitin ke scale developed karte hain, jaise Subah brush karte hue News Headlines per Najar dalte Hain, Share Market ke ups and downs per chai Peete Hue Hamari Najar Hoti Hai, Nahate Hue pure Din Ki planning dimag mein chal rahi Hoti Hai, per Aisa karte hue Ek Samay ke bad Ham Khud use Samay Ke Jaal Mein fans Jaate Hain, aur Hamen apni life Badi Hi Mushkil nazar aati hai aisa Kaha aur Mana jata hai ki auraten purushon ki tulna mein Kafi acchi Multi-Tasker hoti hai aur vah time ko manage karna acche tarike se Janti Hai. vah kitchen Mein nashta banate Hue dudh bhi Sath hi Sath garm kar Leti Hai, Mobile par baat bhi kar Leti hain aur apne pure Din ki Planning bhi kar Leti Hai but time Ko manage karne ke liye multitasking karne ke bavjud bhi Har Kisi Ko apne liye Samay ki Kami to Fir Bhi mehsoos Hoti Hai. is Baat Mein Koi shak nahin hai ki Hamen pure Din Mein 24 ghante Milte Hain par in 24 Ghanta per Hamara pura control Nahin Hota hai, Ham Apne……

“जैसे मस्तिष्क के लिए बुद्धिमत्ता मायने रखती है, ठीक उसी प्रकार से शरीर के लिए स्वास्थ्य मायने रखता है।” फ्रांसिस ला रोशेफोकाल्ड
“Wisdom is to the mind what health is to the body.” Francois De La Rochefoucauld

हमारे टेलीग्राम चैनल से यहाँ क्लिक करके जुड़ें

Leave a Comment




Exit mobile version