Pitman Hindi Shorthand Book PDF | पिटमैन हिंदी शॉर्टहैंड पुस्तक पीडीएफ

Pitman Hindi Shorthand Book PDF
PDF डाउनलोड करने के लिए लिंक नीचे दिया गया है

Short Description of Pitman Hindi Shorthand Book PDF : Pitman Hindi Shorthand Ek practical book hai jo Hindi mein shorthand likhne ki technique ko simple aur step by step tareeke se samjhati hai. Ismein swar aur vyanjan ke shorthand signs, unki rekhaon ka sahi use, swar chinh, sanyukt roop aur shorthand ke alag alag rules ko examples ke saath samajaya gaya hai. Book ki shuruaat basic signs aur unhe likhne ke tareeke se hoti hai. Iske baad dheere dheere words, phrases aur sentences ki practice karayi jaati hai. Har topic ko achhe se samajhne ke liye alag alag exercises di gayi hain, jisse learner shorthand signs ko likhne aur padhne mein practice kar sake. Aage ke chapters mein difficult word ko mix karana,  special forms, shorts forms aur dictation ki practice bhi di gayi hai. Is book ka main purpose Hindi ko fast, clear aur short form mein likhna sikhana hai.Yah book shorthand seekhne wale students aur beginners ke liye ek useful practice guide hai.

Pitman Hindi Shorthand Book PDF Description

पिटमैन हिंदी शॉर्टहैंड पुस्तक का विवरण : यह पुस्तक हिन्दी में पिटमैन शॉर्टहैंड सीखने की क्रमबद्ध विधि बताती है। इसमें सबसे पहले स्वर और व्यंजन के लिए अलग रेखाचिह्न समझाए गए हैं। फिर इन रेखाचिह्नों को जोड़कर शब्द लिखना सिखाया जाता है। पुस्तक में स्वर-चिह्नों की जगह, छोटे और बड़े चिन्ह, संयुक्त व्यंजन, विशेष रूप, विराम-चिह्न और नियम दिए गए हैं। हर नियम के बाद अभ्यास के लिए शब्द और वाक्य दिए गए हैं। धीरे-धीरे कठिन शब्दों और वाक्यों का अभ्यास कराया जाता है। पुस्तक का मुख्य उद्देश्य लिखने की गति बढ़ाना और बोले गए हिन्दी शब्दों को जल्दी तथा सही ढंग से लिखना सिखाना है।

पुस्तक का विवरण / Book Details
Book Name Pitman Hindi Shorthand Book PDF | पिटमैन हिंदी शॉर्टहैंड पुस्तक पीडीएफ
Categoryशिक्षा / Educational Hindi Books
Language
Pages 164
Quality Good
Size 1006 KB
Download Status Available
“एक बार काम शुरू कर लें तो असफलता का डर नहीं रखें और न ही काम को छोड़ें। निष्ठा से काम करने वाले ही सबसे सुखी हैं।” चाणक्य
“Once you start a working on something, don’t be afraid of failure and don’t abandon it. People who work sincerely are the happiest.” Chanakya

हमारे टेलीग्राम चैनल से यहाँ क्लिक करके जुड़ें

Leave a Comment