इंद्रजाल मंत्र सिद्धि PDF Book In Hindi | Indrajal Mantra Siddhi पीडीएफ पुस्तक हिंदी में
Short Description of Indrajal Mantra Siddhi : Siyaar ki khopdi mein apar ka beej bokar use saaf jal se seenchta rahe. Jab phal aa jaaye to todkar usko maala bana le. Purush ko vah maala pehna diya jaayega to use sabhi log siyaar de ke roop mein dekhenge. ॥ Mor banana ॥ Aadra nakshatra mein mor ka sir laakar us par khoob maati lapet kar safed khalka beej boye. Jab phool aa jaave to todkar Vishnukaanta ki dori mein maala banakar rakh le. Jo us maala ko pehne, use sabhi mor ke roop mein dekhenge. Mari hui chidiya ko jilana: is khel mein ek pistaul aur thoda sa paara chaahiye. ॥ Tarqee ॥ Pehle ek chidiya laakar uska dena baandh de aur sabko use dekhne do. Vaaste jab sab log dekh le ki vah jeeta hai, tab use tebal par rakh de. Ab pistaul mein baarood bharkar upar se paare ki goli bhar do. Uske baad khel shuru karo. Ab sabke saamne us pakshi par fire karo. To vah pistaul ki aawaaz se hi moorchhit ho jaayega. Tab tum usko dikha do ki mari chidiya phir se jee uthegi. Agar vah jaldi hosh mein nahi aave to uske sir, aankh, pankh par paani dena aur paani dhaalte waqt kuchh jhooth-mooth mantra padhna va jaadu ki badi uske upar ghumaana chaahiye.
Explore More Tantra Mantra books – Click here
इंद्रजाल मंत्र सिद्धि PDF Book Description in Hindi
इंद्रजाल का संछिप्त विवरण : सियार की खोपड़ी में अपर का बीज बोकर उसे साफ जल से सींचता रहे जब फल आ जाये तो तोड़कर उसको माला बना ले’ पुरुष को वह माला पहना दिया जायेगा तो उसे सभी लोग सियार दे के रूप में देखेंगे । ॥ मेोर बनाना ।। आद्रा नक्षत्र में मोर का सिर लाकर उस पर खूष माटी लपेट का सफेद खलका बीज बोये जब फूल आ जावे तो तोड़कर विष्णुकांता की डोरी में माला बनाकर रख ले जो उस माला को पहने उसे सभी मोर के रूप में देखेंगे। मरी हुई चिड़िया को जिलाना इस खेल में एक पिस्तौल और थोड़ा सा पारा चाहिये । ॥ तरकीय ।। पहले एक चिड़िया लाकर उसका देना बांध दे और सबको उसे देखने दो वास्ते जब सब लोग देख ले वह जीता हैं तब उसे टेविल पर रखे अब पिस्तौल में बारूद भरकर ऊपर से पारे की गोली भर दो। उसके बाद खेल शुरू करो अब सबके सामने उस पक्षी पर फायर करो। तो वह पिस्तौल की आवाज से ही मुर्छित हो जायेगा तब तुम उसको दिखा दो कि। मरी चिड़िया फिर से जी उठेगी अगर वह जल्दी होश में नहीं आवे तो उसके सिर आँख पंख पर पानी देना और पानी ढालते ‘वक्त कुछ झूठ मूठ मन्त्र पढ़ना व जादू की बड़ी उसके ऊपर घुमाना चाहिये
| पुस्तक का विवरण / Book Details | |
| Book Name | इंद्रजाल मंत्र सिद्धि PDF Book In Hindi | Indrajal Mantra Siddhi पीडीएफ पुस्तक हिंदी में |
| Category | Tantra Mantra Book in Hindi PDF Best Jyotish Books in Hindi |
| Language | हिंदी / Hindi |
| Pages | 129 |
| Quality | Good |
| Size | 5.39 MB |
| Download Status | Available |
“समझदार व्यक्ति अपनी स्वयं की दिशा का अनुपालन करते हैं।” – यूरिपेडेस
“The wisest men follow their own direction. ” – Euripides
हमारे टेलीग्राम चैनल से यहाँ क्लिक करके जुड़ें












